Search box

Sunday, December 31, 2017

Aditya Raj Kushwaha

Google map me apna address or location add kaise kare

Hint Me India में आपका स्वागत है |


           Technical Tutorial
How to add your own address on google map in hindi? Hello Guys aaj ham aapko batayinge ki kaise aap Google Map par apna koi bhi Address or Location add kar sakte hai, wo bhi sirf apne phone se. agar aap bhi apna address ya koi location google map par daalna chate hai, to es article ko last tak carefully read kare.

Guys aaj ke time me Google Map par apna Address daalna koi mushkil kaam nhi hai. bas apni gmail id se login karke koi bhi us par apni location add kar sakta hai.

NOTE: GOOGLE MAP PAR SIRF SAHI LOCATION HE ADD KARE, KOI BHI FALTU KA LOCATION ADD NA KARE. WARNA WO PUBLISH NHI HOGA. 

Google Map Par Address Kaise Dale?
Google Map par koi bhi location add karne se phele apne phone me Google Map App ko Update kar le. or neeche bataye gye steps ko follow kare.

Step1: Apne phone me Google Map Apk ko open kare, or menu me jaye.

  



Step2: Menu me jane ke baad Add a missing business par click kare.


Step3: Add a missing business par click karne ke baad aapke phone me location add karna ka option aa jyega. usko fill karde.


1. Name: Apne Address/Location ka Name enter kare.

2. Address: Apne business/place ka location set kare.

3. Category: Apne Address/business ke hisab se koi bhi ek category select kare.

4. Phone: Apna Mobile Number enter kare.

5. Website: Agar aapke koi website hai, to usko daale.

6. Time: Aapka business kab_kab open rheta hai, uska time add kare.

Step4: Yeh saare detail enter karne ke baad save kar de. 

Ab kuch time baad google aapki detail ko check karke usko publish kar dega. or aapka address google map me show hone lagega.

to guys es trha aap apne kisi bhi place ko google map me add kar sakte hai. umeed hai yeh article aapke liye kafi helpful rha hoga. agar aapke pass koi sawal ho to aap comment me puch sakte hai. or agar aapko yeh article accha laga ho to esko social media par apne friend or relatives ke sath share karna na bhule.

Thanks for Reading…

Read More
Aditya Raj Kushwaha

5 command jiska use hacking me sabse jyada hota hai

Hint Me India में आपका स्वागत है |

              Hacking Tutorial

Dosto aaj ham aapko 5+ Best Hacking Commands ke baare me batayinge, jinhe mostly Hacking me use kiya jata hai. agar aapka Computer me thoda bhut bhi intrst hai to aapne CMD ka naam to suna he hoga, Dosto Command hmare computer ke Operating System ka he ek part hai jise ham CUI- Character User Interface ke naam se jante hai. dosto CMD ek bhut he usefull feature hai. or esko Hacking me bhi mostly use kiya jata hai, so if you are intrsting in Hacking, jaaniye yeh 5+ Best hacking CMD.
Alert: This article are only for Educational Purpose, Do not Misuse!  
5+ Best Hacking Commands List
#1 ping
ping- ek best CMD hai kisi bhi Website ka IP Address pta karne ke liye. 
  1. Sabse phele CMD open kare. 
  2. ping www.example.com type kare.
  3. Now you can see the victims website IP Address.
#2 nslookup
slookup- yeh bhi ek best CMD hai, eska bhi hacking me mostly use kiya jata hai, es cmd se aap kise bhi website ka IP Adress ke sath Server Address bhi pta kar sakte hai.
  1. Sabse phele CMD open kare. 
  2. nslookup www.example.com type kare.
  3. Now you can see the victims website Server Address.
Dosto es CMD se kise bhi mail server ki IP bhi pta kar sakte hai. steps follow kare:
  1. Sabse phele CMD open kare. 
  2. nslookup (enter kare).
  3. set type=mx (enter kare).
  4. example.com (type kare) 
#3  ipconfig
ipconfig- es command se aap apne system ki bhut se information pta kar sakte hai. IP, DNS & More..
  1. Sabse phele CMD open kare. 
  2. ipconfig type kare.
  3. enter kare.

  1. umeed hai aapko yeh article jarror pasand aaya hoga, so pls share on Social Media.
Read More